Teri Galiyon Se Besedilo – Jubin Nautiyal

By Harkiratpal Verma

Teri Galiyon Se Lyrics avtorja Jubina Nautiyala je najnovejša povsem nova Hindi pesem poje Jubin Nautiyal. Besedilo pesmi Teri Galliyon Se je napisal Rashmi Virag, glasbo pa Meet Bros, videospot pa je režiral Navjit Buttar.

V tej najnovejši pesmi nastopata Gurmeet Choudhary in Arushi Nishank.

Pevec: Jubin Nautiyal

Besedilo pesmi: Rašmi Virag

Sestavljeno: Spoznajte Bros

Film/Album: -

dolžina: 4:36

za javnost: 2022

Label: T-serija

Posnetek zaslona pesmi Teri Galiyon Se

Teri Galiyon Se Besedilo – Jubin Nautiyal

Meri Mohabbat Mein Kami Jo Nazar Aaye

Saaf Saaf Keh Dena Kasam Hai Tujhe

Teri Nigahon Mein Jo Aansu Kabhi Aaye

Wahin Jaan De Doonga Kasam Hai Mujhe

Mujhsa Dobrara Koyi Aashiq Na Aayega

Baat Yeh Samajh Mein Kyun Na Aaye Tujhe

Ik Din Zamaana Mere Kisse Sunayega

Alag Tha Deewaana Jisne Chaha Tujhe

Teri Galiyon Se

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Tanhaaion Mein Mera Naam Gunguna Lena

Khwaabon Mein Aa Jaunga Milne Tujhe

Teri Galiyon Se

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Jism Jalega Raakh Bachegi

Rooh Magar Yeh Tere Paas Rahegi

Din Bhi Dhalega Rutt Badlegi

Lekin Mohabbat Meri Mitt Na Sakegi

Phir Se Tumhari Khatir

Duniya Mein Aayenge

Gair Ka Na Hone Denge Yaara Tujhe

Teri Galiyon Se

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Yaadon Mein Meri Na Aansu Bahana

Marke Bhi Mujhko Hai Ishq Nibhana

Main Khushbu Sa Banke

Hawaon Mein Lipat Ke Chuunga Tujhe

Duniya Se Door Chala Hoon Magar

Meri Rooh Tumhare Živjo Paas Rahegi

Poori Tarah Se Bichhad Nahi Paaunga

Yaara Mere

Phir Se Janam Lekar Main

Tere Paas Aaunga

Haath Dil Pe Rakh Ke Apne

Bulana Mujhe

Teri Galiyon Se

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Teri Galliyon Se Uthega Janaza Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke Salaam Karenge

Pesem Besedilo za kitaro – Karan Randhawa | (2022)

Pustite komentar