Zinda Lyrics – Sunidhi Chauhan (2017)

By Amraoo Chhabra

Besedila Zinda iz filma Naam Shabana, v katerem igrajo Taapsee Pannu, Akshay Kumar. to Bollywoodska pesem poje ga Sunidhi Chauhan, ki ga je zložil Rochak Kohli, medtem ko je besedilo napisal Manoj Muntashir.

Pevec: Sunidhi Chauhan

Besedilo pesmi: Manoj Muntashir

Glasba: Rochak Kohli

Film/Album: Naam Shabana

Dolžina proge: 3:58

Glasbena založba: T-serija

Besedilo Zinda – Naam Shabana

Aankhon ke paani mein
Sapne toh nahi doobte
Aandhi mein tufaan mein
Taare toh nahi toot'te

Dil pe jo kharashein hain
Tujhko ye tarashein hain
Koi toh kahani hai
Jo waqt ko sunani hai

Zinda hoon abhi
Baaki hoon abhi
Dekho iss raakh mein
Thodi si roshni hai abhi

Zinda hoon abhi
Baaki hoon abhi
Meri har saans mein
Thodi si zindagi hai abhi

Ziddi raaston se paanv yeh
Aaj bhi jhagadna toh bhule nahi
Haare hai kayi dafa toh kya
Aaj bhi hum ladna toh bhule nahi (x2)

Aaj bhi dil baaghi hai
Bas yehi kaafi hai

Zinda hoon abhi
Baaki hoon abhi
Dekho iss raakh mein
Thodi si roshni hai abhi

Zinda hoon abhi
Baaki hoon abhi
Meri har saans mein
Thodi si zindagi hai abhi

Zinda hoon abhi..
Zinda hoon abhi..

Pesem Badnaam Jiya De Gaari Besedilo – Anaarkali of Aarah (2017)

Pustite komentar