Dhokhe Pyar Ke Lyrics – B Praak | Pese Hindi fou 2022

By Edward M. Petit

Dhokhe Pyar Ke Lyrics by B Praak is the latest brand new Pese Hindi usu e B Praak and the music of this romantic song is given by Rochak Kohli. Dhokhe Pyar Ke song lyrics are penned down by Rashmi and the song Video has been directed by Mohan S Vairaag.

The Music Video Featuring Khushalii Kumar, Ehan Bhat, Vardhan Puri.

Tagata pese: B Praak

upu: Rashmi

Faia: Rochak Kohli

Ata tifaga/Album: -

umi: 5:22

Tatala: 2022

Faaigoa: T-Siata

Screenshot of Dhokhe Pyar Ke Lyrics

Dhokhe Pyar Ke Lyrics – B Praak

Tod Ke Dil Mera
Muskura Tum Diye
Jaise Aadat Ho Purani Si Koyi

Dard De Ke Gaye
Is Tarah Tum Mujhe
Jaise Karta Meharbaani Ho Koyi

Dil Ka Khilona Tera
Dil Tha Bechara Mera
Kahin Ka Raha Naa Tera Ho Ke

Ho Yeh Dhoke Pyaar Ke Dhoke
Ho Yeh Dhoke Pyaar Ke Dhoke
Ho Maine Dil Pe Sahe Hain Ro Ro Ke

Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare

Yeh Dhoke Pyaar Ke Dhoke
Ho Yeh Dhoke Pyaar Ke Dhoke
Ho Bas Yehi To Mile Hain Tera Ho Ke

Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare

Raaton Ko Akele Jag Jag Ke
Maine Lafz Chune The Mushkil Se

Ho Raaton Ko Akele Jag Jag Ke
Maine Lafz Chune The Mushkil Se
Tera Naam Likha Tha Kaagaz Pe
Phir Aansu Ke Har Qatre Se

Khat Mera Ho Khat Mera
Ho Khat Mera Haan Khat Mera
Ho Tune Phen Diya Raste Pe

Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Ho Yeh Dhoke Pyaar Ke Dhoke

Teri Judaayi Ke,,
Mausam Tanhaayi Ke
Leke Main Jaaun Kahan

Yeh Khwaab Kaanton Se
Din Raat Aakhon Mein
Chubhte Hain Har Pal Yahan

Ho Dard Jaata Nahi
Maut Aati Nahi
Ho Kabhi Aise Naa Kisi Ka Dil Toote

Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare

Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare
Kisi Se Koyi Pyaar Naa Kare

pese Mitti De Tibbe Lyrics – Kaka

Tuua se Faamatalaga