Hai Kaisi Kaisi Lyrics saunia e Jubin Nautiyal, Le mea lata mai Pese Hindi ua usuina e Jubin Nautiyal. Jubin Nautiyal, Musika na fatuina e Rocky Khanna. Hai Kaisi Kaisi upu na tusia e Rocky Khanna. O lana vitio musika na faʻasalalau e le T-Series.
Tagata tusiata: Jubin Nautiyal
Hai Kaisi Kaisi Lyrics – Jubin Nautiyal
Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan
Kyun sab mein tu itna achchha hai
Dil tujh bin khali sa kamra hai
Yeh dil ko bandhe hain jo doriyan
Yeh bas mein tere mere kahaan
Na poochho aise haal mera
Ke saansein chalti na chalti zuban
Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Woh pehle na tha kyun aisa suna
Ke jaise hai waqt tham gaya
Tha likha apna bhi hona judaa
Shiqayat kar raha lamha
Yeh kismat hoti hai cheez kya
Kyon maine tuse sa'ili atu
Jo hai tere mere darmiyan
Kahaani hai ya kahaaniyan
Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan
Kyun sab mein tu itna achchha hai
Dil tujh bin khali sa kamra hai
Na hon jo khatam tu woh silsila
Hai tujhse bas itna sa gila
Mohabbat mein to tu hi bata
Mila kyun mujhko aisa sila
Hai kaisi kaisi yeh dooriyan
Kyon hoti hain yeh abb darmiyan
Yeh tumse milkar ke aisa laga
Kya hoti hain yeh majburiyan