Autu Tujhse Pyaar Nahin Karta - Pepe 2015

By Naaif Sakoor

Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics mai Pepe (2015) na usuina e Papon. Lenei Pese Bollywood na fatuina e MM Kreem ma upu na tusia e Manoj Muntashir.

Tagata pese: Papon

upu: Manoj Muntashir

musika: MM Kreem

Ata tifaga/Album: tamameamea

umi: 2:54

Faamalolo: 2015

pepa: T-Fa'asologa

Ata o le Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics

Autu Tujhse Pyaar Nahin Karta – Pepe

Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par koi aisi shaam nahiin
Jab main apni tanhayi mein
Tera intezar nahi karta

Main tujhse pyaar nahin karta
Dil se yeh kehta rehta hoon
Par teri saanson mein chhup ke
Ole saansein leta rehta hoon
Issey inkar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta

Mujhe kuch bhi yaad nahin rehta
Kab din dooba, kab raat huyi
Abhi kal ki baat hai
Pehron tak
Meri deewaron se baat huyi
Jo hosh zara sa baaki hai
Lagta hai khone walaa hu
Afwaah udi hai yaaron mein
Main paagal hone waala hoon
Mein tujhse pyaar nahi karta

Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par aisa koi din hai kya
Jab yaad tujhe, teri baaton ko
Sau sau baar nahi karta
Sau sau baar nahiin karta

Siaki le pese Party Is Going Mad Lyrics

https://www.youtube.com/watch?v=6GlVn2oK1rw\

Tuua se Faamatalaga