Raat Gayi So Baat Gayi lyrics mai Bhoot Police (2021) ata tifaga na tusia e Kumaar, usu e Vishal Dadlani, Asees Kaur, musika na fatuina e Sachin - Jigar, faʻatasi ai ma Saif Ali Khan, Arjun Kapoor, Jacqueline Fernandez.
Tagata pese: Vishal Dadlani, Asees Kaur
upu: Kumaar
Faia: Sachin- Jigar
Ata tifaga/Album: Bhoot Leoleo
umi: 3:40
Tatala: 2020
pepa: Fautuaga Aloaia
Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics – Bhoot Police
Aaja karein wo galti
Jo hai sahi
Kya karen dil pe chalti
Hai nahi
Aaja tu kar na deri
Aaj raat hoja meri
Subah fir bolenge yahi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hain koi baat nai
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hain shuruaat nai
Ho aankhein batati hai
Ye saala dil tera
Vadon ka jhutha hai janaab
Aana nahi mujhe
Teri inn baaton mein
Teri toh niyat kharab
Aakhein batati hai
Ye sala dil tera
Vadon ka jhootha hai janab
Aana nahi mujhe
Teri inn baaton mein
Teri toh niyat kharab
Main toh hoon sidha banda
Samjhe kyun mujhko ganda
Mujhsa milega nahi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nai
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shuruaat nai
Itni sharafat ka tune kya karna hai
Kuchh der hoja beimaan aa aa an
Ye jo jawani hai kal ko toh jani hai
Kuchh aaj karle meri jaan
Ho itni sharafat ka tune kya karna hai
Kuchh der hoja beimaan
Ye jo jawani hai kal ko toh jaani hai
Kuchh aaj karle meri jaan
Aua ne'i galo
Fir main tere hawale
Bin puche leja tu kahi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nai
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shuruaat nai