Laat Maar Lyrics kubva kuMovie Jhund iBrand New Hindi song yakaimbwa na Sid Sriram Inoridza Amitabh Bachchan. Laat Maar Song Lyrics yakanyorwa pasi naAmitabh Bhattacharya uku iyi yazvino rwiyo rwiyo rwakapihwa naAjay-Atul.
Muimbi Sid Sriram
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Yakagadzirwa: Ajay-Atul
Movie/Album: jhund
Length: 3:46
Release: 2022
Tora: T-Series
Laat Maar Lyrics – Jhund
Iye iye
Jamane ki nazar mein tu bhale bhangar hai
Tere bhi seene mein kahin to ek angaar hai
Oh jala de haisiyaat ki aaj bediyaa
Chala de top ki tarah yeh ediyaa
Laat maar, laat maar, laat maar
Kwete kwete kwete
Usamira usamira
Usamira usamira
Kwete kwete kwete
Laat maar, laat maar, laat maar
Kwete kwete kwete
Usamira usamira
Usamira usamira
Kwete kwete kwete
Aaya samay bhi karne ka khwaab
Poora khelenge bank sabki maut
Samjhe jo chhapari badal unki soch
Tu dikha bin chappal ke pairon ka khauf
To aaja an tak ke kiya hamalya
Us ithihas ko tu badalne ja raha
Ab tak ke jo log dete the galya
Sunna hai teko wohi hathon se talya
Tu samjha kya balya
Itna aasan nahi chadhana woh manzil
Jo tune thaanli
Bhidana use aire gaire ka kam nahi
Sayad teko tere jigare ki jan nahi
Mehnat pohchati hai manzil ke station
Kar aisa kuch jisse duniya le lesson
Keene ke liye toh janwar bhi jeete
Waqt aaya banne lafantar se legend
Lafantar se legend
Aisa karnaama karde jhande gad de
Tu gad de
Aaye raste mein tere jo bhi faad de
Tu faad de
Tu garib hai to log sonchte hain
Teri kya aukaat hai
Woh jaante nahin
Naseeb ne tujhe bhi
De rakkhi saugat hai
Haara de, haara de
Jo tujhe kisi mein dum nahi
Kisi mein dum nahin
Bata de tu bhi hai kisi se kam nahin
Laat maar, laat maar, laat maar
Kwete kwete kwete
Usamira usamira
Usamira usamira
Kwete kwete kwete
Laat maar, laat maar, laat maar
Kwete kwete kwete
Usamira usamira
Usamira kwete kwete kwete usamira
Kwete kwete kwete
rwiyo Lafda Zala Song Lyrics