Tujhse Kahan Juda Hoon Main Lyrics – Genius (2018)

By Ramansukh Babal

Tujhse Kahan Juda Hoon Main Lyrics kubva ku "Genius". Mune mazwi emashiripiti e Himesh Reshammiya, Neeti Mohan naVineet Singh, ichi Vadivelu Comedy Bollywood song inoumbwa naHimesh Reshammiya uye Lyrics yakanyorwa naShabbir Ahmed.

VanyoriHimesh Reshammiya, Neeti Mohan naVineet Singh

Lyrics: Shabbir Ahmed

Yakagadzirwa: Himesh Reshammiya

Movie/Albumshasha

urefu: 3: 00

akasunungura: 2018

chitaridzi: Mazano Official

Screenshot of Tujhse Kahan Juda Hoon Main Lyrics

Tujhse Kahan Juda Hoon Main Lyrics – Genius

Tere chehre se ab naa
Meri nazar hat'ti hai
Teri duaaon mein shaamil
Meri dua rehti hai
Tujhse Kahan Judha hoon main
Tujhse Kahan Judha hoon main
Ek tujhpe hi fanaa hoon main
Tujhse kahan Judha hoon main (x2)

Mukhtasar mulaqatein
Umr bhar ki bechaini
Tere ishq ne aksar
Raahatein meri chheeni

Jo keh sake na woh kani hai tu
Meri muqammal zindagaani hai tu

Tere chehre se ab naa
Meri nazar hat'ti hai
Teri duaaon mein shaamil
Meri dua rehti hai
Tujhse Kahan Judha hoon main
Tujhse Kahan Judha hoon main
Ek tujhpe hi fanaa hoon main
Tujhse Kahan Judha hoon main

Bakhuda meri manzil
Raasta hai mera tu
Mere dil ki jannat ka
Shaam aur savera tu

Maujood hai tu meri har saans mein
Tu hai tu bas hai mere ehsaas mein

Tere chehre se ab naa
Meri nazar hat'ti hai
Teri duaaon mein shaamil
Meri dua rehti hai
Tujhse Kahan Judha hoon main
Tujhse Kahan Judha hoon main
Ek tujhpe hi fanaa hoon main
Tujhse Kahan Judha hoon main

rwiyo Dil Meri Na Sune Lyrics – Genius (2018) | Atif Aslam

Leave a Comment