Afreen Afreen Erayada W/ Turjumaada – Rahat Fateh Ali Khan | Coke Studio 9

By Fakaruddin Peri

Afreen Afreen Erayada from Coke Studio waxaa ku luuqaynaya Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan. Tani Hees Pakistani waxaa curiyay Strings oo uu ereyo u qalimay Javed Akhtar.

Fanaan: Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan

Lyrics: Javed Akhtar

music: strings

Album: Coke Studio Season 9 Codka Qaranka

Length: 6:44

Sawirka Afreen Afreen Erayada

Afreen Afreen Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Aisa dekha naheen khoob-soorat koyi
Jism jaise ajanta ki moorat koyi
Jism jaise nigaahon pah jaadu koyi
Jism naghmah koyi
Jism khush-bu koyi

Jism jaise mahakti hui chandani
Jism jaise mahalti hui raggi
Jism jaise kih khilta hua ik chaman
Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran
Jism tarsha huwa dil-kash o dil-nisheen

Sandaleen sandaleen
Marmareen marmareen

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen
Afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen
Afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

Jaane kaise baandhe tu ne akhiyoon ke dor
Man mera khincha chala aya teri ama
Mere chehre ke subh zulfon ki shaam
Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yih jaadu hua
Hone lagi hoon main haseen

Afreen Aafreen Aafreen

Chehra ik phol ki tarh shaadaab hai
Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai
Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal
Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi

Chehra ik khaab bhi chehra taa'beer bhi
Chehra koyi alf lailawi daastaan
Chehra ik pal yaqiin chehra ik pal gumaan
Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen
Afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen
Afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

Afreen aafreen
Afreen aafreen
Afreen

Baadhid Afeemi Erayada

Leave a Comment