Erayada Boond Boond – Sheekada nacaybka 4: The Heesta Bollywoodka waxaa ku luuqeeya Jubin Nautiyaal & Neeti Mohan waxaana curiyey Arko halka ereyadana uu qoray Manoj Muntashir & Sanjay Gupta. Filimkan waxaa wax ka jilaya Urvashi Rautela iyo Vivan Bhathena, Karan Wahi oo doorarka hormuudka ka ah.
Fanaan: Jubin Nautiyaal & Neeti Mohan
Lyrics: Manoj Muntashir & Sanjay Gupta
Ka kooban Ark
Filimka/Album: Sheekada nacaybka 4
Length: 2:23
Xawilo: 2018
Calaamadda: T-Taxanaha
Erayada Boond Boond - Sheekada nacaybka 4
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai (x2)
Ek ajnabi ehsaas hai
Kuch hai naya, kuch khaas hai
Kusoor ye saara… mausam ka hai
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Chalne do manmarziyan
Hone do gustakhiyan
Phir kahaan ye fursateyn
Phir kahaan nazdeeqiyan
Keh do tum bhi kaahin
Laapata to nahi
Dil tumhara bhi kuch
Chahata toh nahi
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Ek ajnabi ehsaas hai
Kuch hai naya, kuch khaas hai
Kusoor ye saara… mausam ka hai
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Sirf ikk siva
Kuch aur na dekh tu
Khwahishon ke shehar mein
Ek main hoon, ek tu
Tujhko anaa hai toh banke tu saans aa
Naa rahe dooriyan iss qadar paas aa
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Bas ye ijaazat de mujhe
Jee bhar ke main pee loon tujhe
Pyaas hon aur tu…
Shabnam sa hai
Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Song Talli Caawa Erayadii – Arooskii Veerey (2018) | Neha Kakkar