Do Ka Chaar Erayada - Chaman Bahaar

By Vinaybeer Deol

Do Ka Chaar Erayadii Chaman Bahaar waa hindi cusub Heesta Bollywoodka waxaa ku luuqaynaya Sonu nigam. Ereyada heesta Do ka chaar waxaa qoray Apurva Dhar Badgaiyan, laxankana waxaa bixiyay Anshuman Mukherjee.

Fanaan: Sonu nigam

Lyrics: Apurva Dhar Badgayaan

Ka kooban Anshuman Mukherjee

Filimka/Album: Chaman Bahaar

Length: 2:21

Xawilo: 2020

calaamaddaSaregama Music

Sawirka Do Ka Chaar Lyrics

Do Ka Chaar Erayada - Chaman Bahaar

Do ka chaar Tere liye solah

Tu Jarde ki hichki, gulkand ka tola

Tu metha paan, main kattha koriya

Dekha jo tujhko mera dil ye bola

Tu raraj dulari Main Shambhu Bhola

Tu mann mohini, mera bairaagi chola

Tu tez chingari, charas ka jhola

Tu meethi roohafza, main baraf ka gola

Udti hai khushbu kimami,

Hota nasha jaafrani,

Main betod dard ki kahaani,

Tu hi toh hai mera malham yunaani...

Do Ka chaar tere liye chhattis

Dekhuun jo tujhko ho jaata hoon battis

Do Ka chaar tere liye solah

Dekh ke hi tujhko mera yeh dil bola...

Majnu hai sar pe sawaar

Kaleje pe chalti kataar

Hai teri neeli kurti, laal foota

Tu aati toh aati bahaar

Do ka chaar, tere liye galla

Tu hi, allahuma aamiin

Do ka chaar tere liye solah

Dekh ke hi tujhko mera yeh dil bola...

Song Do Din Ka Ye Mela Erayada

Leave a Comment