Ishq Ka Itar Erayada – Vishal Mishra | Bamfaad

By Sinforoso Escobar

Isq Ka Itar Erayada by Vishal Mishra from Bamfaad movie is the Latest Hindi Heesta Bollywoodka oo leh Aditya Rawal, Shalini Pandey. Laxanka waxaa sameeyay Vishal Mishra iyo Ishq Ka Itar Erayada uu qoray Raj Shekhar.

Fanaan:  Vishal Mishra

Lyrics: Raj Shiikh

Ka kooban Vishal Mishra

Filimka/Album: Bamfaad

Length: 3:47

Xawilo: 2020

Calaamadda: Shirkadda Muusiga ee Zee

Screenshot of Ishq Ka Itar Erayada

Ishq Ka Itar Erayada – Bamfaad

Main naya namazi
Hoon tere jahan ka
Kaayde na jaanu
Waqt de jara sa

Galiyan purani hai ye
Jaani pehchani hai ye
Phir bhi nayi si kyun lag rahi

Baithe bithaaye yun hi
Uddne lage hai kaahin
Jaane ye hawayein kaisi lag rahi

Teri khushbo mein hai mera pata Mujhko dhundh lo aao na

Tera hi asar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Tera hi asar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Puri puri dopehar mein dolta patang sa Aake mujhko tu jo tham le
Rooh tak mein hoti jaati meethi si haraarte
Jab qabhi tu mera naam le

Jikar gulabi tera, jitna hai utna hi
Main bhi gulabi ab ho raha
Nazamo ki duniya mein rahne laga hun Waise thoda kitabi main bhi ho raha
Saare panno par tu hi toh likha
Khud ko dhundh lo aao na

Tera har jikar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Tera hi asar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Maine na maangi kabhi jo dua mein Phir bhi na jaane kaise hua ye
Kiski mehar hai ye kiska asar ye mujhe Mujhko to koi samjha de koi ye

Maine na maangi kabhi jo dua mein Phir bhi na jaane kaise hua ye
Kiski mehar hai ye kiska asar ye mujhe Mujhko to koi samjha de koi ye

Paagal tere pyaar mein
(Ishq ka itar-Dil ye tarbatar, tera hi asar-Ishq ka itar)
Paagal tere pyaar mein
(Ishq ka itar-Dil ye tarbatar, tera hi asar-Ishq ka itar)

Teri khushbo mein hai mera pata Mujhko dhundh lo aao na
Panne-Panne par tu hi toh likha
Khud ko dhundh lo aao na

Tera har jikar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Tera har asar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar
Dil ye tarbatar
Haaye ishq ka itar-Ishq ka itar

Song Waxaan Rabaa Inaan Kugula Hayo Erayada

Leave a Comment