Kyun Jage Erayadii – Bawri Chhori | Jasleen Aulakh

By Gacaliye pro

Kyun Jage Erayadii laga soo bilaabo filimka Bawri Chhori (2021). Tani Heesta Bollywoodka Erayada Kyun Jaage waxaa qoray Jasleen Aulakh. waxaa ku luuqaysay Jasleen Aulakh. Muusiga waxaa sameeyay Jasleen Aulakh.

Fanaan: Jasleen Aulakh

Lyrics: Jasleen Aulakh

Ka kooban  Jasleen Aulakh

Filimka/Album: Bawri Chhori

Length: 3:21

Xawilo: 2021

Calaamadda: Eros Hadda Muusiga

Sawirka Kyun Jage Erayada

Erayada Kyun Jage – Bawri Chhori

kyun jaage mere manwa tu

so ja re mere manwa tu

es jag mein tera koi

thikana nahi

kyun khoyea khoyea hai tu

kyun gum sum

sehma hai tu

es yahan mein

koi makaan

na tere liye

dhoonde yaha

kyu tu garonda

es yahaan mein jaha

jaha tera na koi

kadaran

yaha tera

na koi hamnawa

sunmere manwa

tu hi bata

yaha tera wajood hai kya

bhare bajar ki

es bheed mein

tu hai par hai tanha

sun kaliya manva

aad u tham ja zra

hai khwabon mein bhi

ik jahan

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

us duni i

jaagega tu

yaha peer fakeer bhi baste hain

na rok waha

na tok waha

waha mast malang hi baste hain

deewar na koi mandir ki

masjid ki bhi koi hadd na hai

dar khule hain meh khaano ke waha

azaad parinde udd te hain

jo tu bakshish maange allah se

woh raam naam se bhi milti hai

jo sukh tu mange ramse hi

maasha allah sxb

woh mehfil hai deewano ki

waha na tu ban jayega

apni hi dhuun pe nachega

apni hi dhuun tu gayega

haaa aaaaa

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

kyun jaage mere manwa tu

so ja re mere manwa tu

sidaa ja mere manwa tu

ke aankh teri bhi khull jaye

Song Erayada Nathu Bhaiya – Bawri Chhori

Leave a Comment