Ereyada Manzoor-e-Khuda - Thugs Of Hindostan (2018)

By Helen J. Wright

Manzoor e Khuda Erayadii - Tani Heesta bollwood waxaa ku luuqeeya Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan iyo Sukhwinder Singh. Laxanka waxaa sameeyay Ajay-Atul halka ereyada Manzoor-E-Khuda uu qoray Amitabh Bhattacharya. Heesta waxaa iska leh shirkada Yashraj Films Thugs of Hindostan ee ay wadaan Amitabh Bachchan, Aamir Khan, Katrina Kaif iyo Fatima Sana Shaikh.

Fanaan: Shreya ghoshal, Sunidhi Chauhan iyo Sukhwinder Singh

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Ka kooban Ajay-Atul

Filimka/Album: Tuuggii Hindostan

Length: 5:05

Xawilo: 2018

Calaamadda: YRF

Sawirka Erayada Manzoor-e-Khuda

Ereyada Manzoor-e-Khuda - Thugs Of Hindostan

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar wali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Ik haath mein chingariyan
Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko
Karke rahenge fida
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga xumara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Nuur-e-Khuda

Ho chaar din ki ghulami
Jism ki hai salaam
Rooh toh muddaton se aazaad hai
Ho.. hum nahin hain yahan ke
Rehne wale jahan ke
Woh sheher aasman mein aabaad hai

Ho khilte hi ujadna hai
Milte hi bichhadna hai
Apni toh kahaani hai yeh

Kaagaz ke shikaare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagaani hai yeh

Zindagani ka humpe jo hai karz
Kar ke rahenge adaa
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda

Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga xumara jo hai
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan huaa hai
Nuur-e-Khuda

Baba lauta de mohey gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar wali muniya mori
Chandi ka painjna bhi

Wadahadalka Amitabh Bachchan
Aazaadi hai gunah
Toh qubool hai sazaa
Ab toh hoga wohi
Jo hai Manzoor-e-Khuda

Song Erayada Vashmalle ee Thugs Of Hindostan | Aamir Khan

Leave a Comment