Erayada Maula Maula – Kailash Kher, Fauzia Arshi | Heesta Bollywoodka

By Ramansukh Babal

Erayada Maula Maula hees qawwali ah (2017) waxaa qaadaya Fauziya Arshi iyo Kailash Kher. Tani Heesta Bollywoodka waxaa curiyay Fauzia Arshi oo ay ku luuqaysay Allama Iqbal, iyo Amir Khusro.

Maula Maula Erayada Kailash Kher, Fauzia Arshi heesteeda ku jirta filimka Hogaya Dimaagh Ka Dahi ee ay wadaan: Kader Khan, Om Puri, Rajpal Yadav, Sanjay Mishra, Razzaq Khan, Vijay Patkar.

Song: Maula Maula

Fanaan: Kailash Kher, Fauziya Arshi

music: Fauziya Arshi

Lyrics: Allama Iqbal, Amir Khusro

Filim: Hogaya Dimaagh Ka Dahi (2015)

Dhererka raadraaca: 6:49

Summada Muusiga: Shirkadda Muusiga ee Zee

Sawirka Maula Maula Erayada - Kailash Kher

Maula Maula Kailash Kher Erayadii

Maula maula re..

Maula..

Deni hai to nigaah ko

Itni rasaayi de

Main dekhun aaina

Tu mujhe tu dikhai de

Tu sab ka rakhwaala re

Tu sab ka rakhwaala re

Sajdon ne tujh ko pukara re

Sajdon ne tujh ko pukara re

Teri rehmatein ata kar de..(4x)

Mujhe be-basi se riha kar de

Maula re..

Maula maula..Mere maula

Maula..Maula re

Maula maula re..

Maula, maula..

Mere maula maula re..

Maula maula re..

Sitaron se aage jaha aur bhi hai

Abhi ishq ke intehan aur bhi hai

Tere karam ke say mein rahoon

Shukar main tere kaise bayaan karun

Tune hai bakhsha mujhe yeh jahaan

Meere maula..

Tune hai bakhsha mujhe yeh jahaan

Ke dono jahan yeh dua karun

Maula maula..

Maula re..

Maula maula re..(2x)

Dhadkan mein meri basa

Bas ek zikr tera

Dil bawuzoo hai, ab mera

Duniya mein mehake khushbu teri

Aalam mein mehake ronaq teri

Har zare mein hai nighat teri

O meri maula..

O meri ishq ki maula

Tu hi hai tu hi barkatein

Maula maula..

Maula re..

Maula maula re..(2x)

Tu shaheen hai

Parwaaz hai, kaam tera

Tere saamne aasmaan aur bhi hai

Har raah se hoon bekabar

Bhatka hua hu main maula

Meri raah ko manzil aata

Karde tu mere ya maula

Rehbar tu hi, tu charagar

Tu hi to hai, mera aqaa

Meri khushi meri tadap

Tujhse chupi naheen daatha

De de mujhe apni panah

Kar de qaram maula..

Mere aqaa mere daatha

Meere maula..

Maula maula

Maula maula..

Maula re..

Maula maula re..(2x)

Maula maula..

Maula re..

Maula maula re..

Maula Lyrics - Global Baba

Leave a Comment