Ereyada Surayyada – Thugs Of Hindostan (2018) | Vishal Dadlani

By Esha Swamy

Erayada Surayyada - Thugs of Hindostan Heesta Bollywod waxaa iska leh Katrina Kaif iyo Aamir Khan. Waxaa ku luuqeeya Vishal Dadlani iyo Shreya Ghoshal waxaana sameeyay Ajay-Atul halka erayada Surayiya uu qoray Amitabh Bhattacharya.

Fanaan: Vishal Dadlani iyo Shreya Ghoshal

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Ka kooban Ajay-Atul

Filimka/Album: Tuuggii Hindostan

Length: 3:45

Xawilo: 2018

Calaamadda: YRF

Screenshot ee Suuradda Erayada

Erayada Surayyada - Thugs Of Hindostan

Tu hai sautan mem ki
Patshala prem ki
Hum angootha chaap
Imtehaan legi kya (x2)

Dhadkano ki chaal pe
Iss keharwa taal pe
Le chuki alaap
Uspe taan legi kya

Surayiya jaan legi kya?
Surayiya jaan legi kya?

Surayya bas kar bas kar yaar
Surayya jaan legi kya?

Surayya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya?
Surayya jaaaan legi kya?

Haaye ghar Surayiyya-jaan ke
Sar jhuka ke ayee ho
De chuki hai darsan
Ab parsaad degi kya

Ghar Suraiyya-jaan ke
Sar jhuka ke ayee ho
De chuki hai darsan
Ab parsaad degi kya

Sabka dil behla chuki
Thumriya bhi gaa chuki
Baadh ke ab saath mein
Aulaad degi kya?

Surayiya jaan degi kya?
Surayiya jaan degi kya?

Surayiya bas kar bas kar yaar
Surayiya jaan legi kya?
Surayya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya?

Nahi toh jaan degi kya?

Hoye meri nazron mein
Sab ek hai
Meri nazron mein sab ek hai
Kya General kya sipahiya
Sab ke dil mein khushfehmi hai
Wo hi hai mera sayyaan
Haan do pal ki gustaakhi toh
Hanste hanste deti hai
Mohabbat ka darja Surayiya

Arre arre
Kal ko upar jana hai
Jaake muh dikhana hai
Thoda toh sudhar ja Surayya

Arre bas bhi kar Surayiya
Rab se darr Surayiya
Hai dil tera ya pathar Surayiya

Saari jaydaat aur mehakmein
Likh diye hai inhone tere haq mai
Inn thago se inn thago se inn thago se
Ab tu Hindostan legi kya…?

Surayya jaan legi… haan!

Song Ereyada Manzoor-e-Khuda - Thugs Of Hindostan (2018)

Leave a Comment