Tera Zikr Lyrics – Amanat Ali | Indipop cusub

By Sinforoso Escobar

Ereyada Tera Zikr: Soo bandhigida Heesta Hind 'Tera Zikr' codkii Amanat Ali. Ereyada heesta waxaa qoray Rajiv Rana, laxankana waxaa sameeyay Ahsan Parvaiz Mehdi. Waxaa la sii daayay 2018 iyada oo ka wakiil ah Times Music.

Fanaan: Amanat Cali

Lyrics: Rajiv Rana

Ka kooban Ahsan Pervaiz Mehdi

Filimka/Album: Single

Length: 4:13

La sii daayay: 2019

Calaamadda: Muusigga Times

Sawirka Tera Zikr

Tera Zikr Erayadii – Amanat Ali

Dhadkan ka chalna
Ab mushkil bada hai
Kaise chalenge yeh raasta
Ab gila pada hai

Ankhon ka saara ani
Ab dil mein khada hai
Dil mein paani ka jamghat
Ankhon ka suna pangat
Sab karte hai woh..

Tera zikr.. tera zikr..
Tera zikr.. tera zikr..

Kyun aasmaan ye rotha hai aise
Taaro se thise utthi hon jaise
Chand ko jaise rog laga hain
Kisne uska silsilad taga hain

Meri tarah woh bhi raton ko tadpe
Lagta hai jaise ki uspe bhi ghar pe
Sab karte hai.. woh..

Tera zikr.. tera zikr..
Tera zikr.. tera zikr..

zikr zikr zikr

Kyun tu mujhse rooth gaya hai
Dil mein sab kuch toot gaya hai
Har ik lamha soz bana hai
Jeena jaise bhoj bana hai

Aaja tu laut ke yaar anokhe
Tune diye jo mujhko dhoke
Sab karte hai

Tera zikr.. tera zikr.
Tera zikr.. tera zikr.

Ereyada Meri Zidd - Bangistan

Leave a Comment