Erayada Dumarka - Saand Ki Aankh (2019)

By Fikra Sami

Naag lyrics Filimka Saand Ki Aankh (2019) waxaa wax ka qoray Raj Shekhar, This Heesta Bollywoodka waxaa ku luuqeynaya Vishal Dadlani, Vishal Mishra, muusiga waxaa sameeyay Vishal Mishra, Gaurav Vaswani, waxaa wada jilaya Bhumi Pednekar, Taapsee Pannu, Viineet Kumar, Prakash Jha.

Fanaan: Vishal Dadlani, Vishal Mishra

Lyrics: Raj Shiikh

Ka kooban Vishal Mishra

Filimka/Album: Saand Ki Aankh

Length: 2:54

Xawilo: 2019

Calaamadda: Shirkadda Muusiga ee Zee

Screenshot of Womaniya Lyrics

Erayada Naagta - Saand Ki Aankh

Jai Hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujagar

Jai Hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujagar
Dekhegi ye duniya ye womaniya
Haan aan

Haan jab bhi ye nikal jaaye
Suraj bhi pighal jaaye
Aasmaan ko niche de jhuka
Apne pe ayaga agar
Patthar titar bitar
Kisi ka bhi tode ye gumaan

Dhunki dhuyandaar ho
Zid agar sawaar ho
Tere jaisi taakat dekho
Yahan kisi aur aur mein kahaan

Likh de nayi kahaani
Ab tu teri zubaani
Bhool ke baatein purani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha

Ho likh de nayi kahaani
Ab tu teri zubaani
Bhool ke baatein purani
Ki kaise kisi ne kab tha kya kaha

Roke gaaon jawani
Par teri zidd karari
Tooti chaar diwari
To chal padi hai ik nayi hawa

Sadabahar hai tu sabse chamakdar hai
Teri roshni mein lag raha hai
Ab jawaan jawaan jahaan

Jai Hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujagar

Jai Hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujagar
Dekhegi ye duniya ye womaniya

Haan aan aa ho o ho

Song Erayada Udta Teetar – Saand Ki Aankh (2019)

Leave a Comment