Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics from Baby (2015) e binoang ke Papon. Sena Sefela sa Bollywood e entsoe ke MM Kreem ka mantsoe a ngotsoeng ke Manoj Muntashir.
Sebini: Papon
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: MM Kreem
Movie/Albamo: Baby
Length: 2:54
E lokolloa: 2015
Label: T-Series
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta – Lesea
Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par koi aisi shaam nahin
Jab main apni tanhayi mein
Tera intezar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Dil se yeh kehta rehta hoon
Par teri saanson mein chhup ke
Main saansein leta rehta hoon
Issey inkar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Kea leboha hape
Kab din dooba, kab raat huyi
Abhi kal ki baat hai
Pehron tak
Meri deewaron se baat huyi
Jo hosh zara sa baaki hai
Lagta hai khone waala hu
Afwaah udi hai yaaron mein
Main paagal hone waala hoon
Mein tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par aisa koi din hai kya
Jab eaad tujhe, teri baaton ko
Sau sau baar nahi karta
Sau sau baar nahin karta
Sheba pina Mokete Oa Lehlanya Lyrics