Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh | Sonu Ke Titu Ki Sweety

By Tulsi Mahabir

Tera Yaar Hoon Lyrics li binoa ke Arijit Singh 'me Rochak Kohli. sena se Sefela sa Bollywood e entsoe ke Rochak Kohli ka mantsoe a ngotsoeng ke Kumaar.

Tera Yaar Hoon Main Lyrics are from Sonu Ke Titu ki Sweety movie e bapalang le Kartik Aaryan. Tera Yaar Hoon ke pina ea setsoalle ea hindi.

Song: Tera Yaar Hoon

Sebini: Arijit Singh le Rochak Kohli

Lyrics: Kumaar

Music: Rochak Kohli

Movie/Albamo: Sonu Ke Titu Ki Sweety

Length Length:

Leibole la Mmino: T-Series

Screenshot of Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh

Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega

Tu jo chhuta toh kaun rahega

Tu chup hai toh yeh darr lagta hai

Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah

Tere bina bewajah bekar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye

Tu jeete main haar jaun

Aaja karein phir wohi shararate

Tu bhaage main maar khaun

Mitthi si woh gaali teri

Sunne ko taiyaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Kea leboha

Sajna de rang rangayiyan ve

Sagna diyan sehnaiyan ve

Dhol wajange yaar nachange

Lakh lakh deo badhaiyan ve

Khusiyaan ch nachda main phiran

Hanjuaan ton bachda main phiran

O jaate nahi kahin rishte purane

Kisi naye ke aa jaane se

Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de

Kyun pareshan hai mere jaane se

Toota hai toh juda hai kyn

Meri taraf tu muda hai kyu

Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi

Saaton janam haqdaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera Reham Lyrics

1 thought on “Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh | Sonu Ke Titu Ki Sweety”

Leave a Comment