Ab Raat Guzarne Wali Hai texter från Hindi Song sjungs av Arijit Singh. Denna Hindi sång är komponerad av Samira Koppikar med text skriven av Puneet Sharma.
Sångare: Arijit Singh
Lyrics: Puneet Sharma
Musik: Samira Koppikar
Album/film: Dobaara
Längd: 2: 28
Musiketikett: Zee musik
Ab Raat sångtexter
Chaandi ki aankhein
Bhaari si hain
Raat andheri haari si hai (x2)
Maan bhi ja tehar zara
Sawera koi dörr hai kya
Bas ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Bas raat guzarne wali hai
Dard dard andhera zakhm si chaandni
Ghul jaayegi, dhoop mein
Sard hathon ka ghera
Shehar ki berukhi kho jayegi gunj mein
Parindon ki azaane
Gungunati raah bhi
Kehti hai ankhein choom ke
Bas ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Bas raat guzarne vali hai
Meri suno toh aankhein moondo
Khud mein hi dhoondo naya ik nazariya
Khauf mein tumne chupa rakha hain
Apne bheetar noor ka dariya
Behne do usse wo dho dega
Deewar jo mann ki kaali hain
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Bas raat guzarne wali hai
Till Kassan Ab Na Phir Se texter