Nyimbo za Wimbo wa Aaya Re Thackeray kutoka Thackeray - 2019. Hii Wimbo wa sauti inaimbwa na Nakash Aziz. Wimbo huu umetungwa na Rohan-Rohan na maneno yaliyoandikwa na Dk Sunil Jogi.
Waigizaji wa filamu wa Thackeray Nawazuddin Siddiqui na Amrita Rao, na wimbo huu ulitolewa mwaka wa 2019.
Mwimbaji: Nakash Aziz
Nyimbo: Dk Sunil Jogi
Iliyoundwa: Rohan Rohan
Filamu/Albamu: Thackeray
Length: 2:45
kutolewa: 2019
Lebo: Kampuni ya Muziki ya Zee
Aaya Re Thackeray Lyrics - Thackeray
Hindustan ke maha neta
Saar senapati bala shaheb thackeray
Saar senapati bala shaheb thackeray
Hey aaya aaya dekho aaya masiha
Sabke dil pe chhaya hai
Dharti ambar sara samandar
Dikhta uska saya hai
Fankaar hai wo, damdaar hai wo
Je, chhu kar na dekho angaar hai wo
Kahta hai har koi saare jamaane pe
Dhak tena…
Aaya re, aaya re, aaya re
Sabka baap re
Je, kahte hai, kahte hai, kahte hai
Usko thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re
Sabka baap re
Je, kahte hai, kahte hai, kahte hai
Usko thackeray
Hey dar pe jo uske aaye sawaali
Khali kabhi wo na jaata
Jo bhi wo kahta karke dikhata
Wada wo har dum nibhata
Hey hatho me kanthi mala hai uske
Andaz uska nirala
Surat na dekhe, dekhe zaroorat
Sabka hai wo rakhwala
Dildaar hai wo, ni lalkaar hai wo
Sabke dilon ka sardaar hai wo
Kahta hai har koi karne na dega
Wala tena...
Aaya re, aaya re, aaya re, baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai
Usko thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re, sabka baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai
Usko thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re, sabka baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai
Usko thackeray…
Maneno ya Aaple Saheb Thackeray Lyrics