Atak Gaya Lyrics kutoka kwa Badhaai Do ni mpya kabisa Wimbo wa sauti iliyoimbwa na Arijit Singh, Rupali Moghe na wimbo huu mpya zaidi unamshirikisha Rajkummar Rao, Bhumi Pednekar. Nyimbo za Atak Gaya zimeandikwa na Varun Grover huku muziki ukitolewa na Amit Trivedi.
Mwimbaji: arijit singh, Rupali Moghe
Nyimbo: Varun Grover
Iliyoundwa: Amit Trivedi
Filamu/Albamu: Badhaai Fanya
Length: 1:53
kutolewa: 2022
Lebo: Kampuni ya Muziki ya Zee
Atak Gaya Lyrics - Badhaai Do
Jab Chalte Chalte Raah Mude
Jab Jugnu Muthi Khol Ude
Jab Nayan Yeh Tode Rule Sabhi
Aur Khulke Karle Bhool Sabhi
Bhool Sabhi Bhool Sabhi
Toh Atak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Kuchh Chatak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Toh Atak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Kuchh Chatak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai Oye
Kabhi Jheel Hai Tu
Aur Kabhi Yaadon Ki Naav Hai
Tu Hi Dil Ka Kinaara Mera
Kabhi Dhoop Hai Tu
Aur Kabhi Taaron Ki Chhaon Hai
Saara Hi Hai Sahara Mera
Jab Baaki Duniya Dhundhli Lage
Jab Raat Bhi Ujli Ujli Lage
Jab Dil Ko Dua Maalum Pade
Aur Dhandkan Jhatt Se Boom Kare
Boom Kare Boom Kare
Toh Atak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Kuchh Chatak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Toh Atak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai
Kuchh Chatak Gaya Hai
Yeh Mann Atak Gaya Hai Haaye
Ataka Jaave Ataka Jaave
Silsila Prem Ka
Aa Hath Pe Rakhe Bulbula Prem Ka
Ataka Jaave Ataka Jaave
Silsila Prem Ka
Aa Hath Pe Rakhe Bulbula Prem Ka
Yeh Bulbula Prem Ka
Maneno ya Badhaai Do Lyrics