Nyimbo za Aur Main Khush Hoon from Kahaani 2, This Wimbo wa sauti iliyoimbwa na Mfalme wa majivu na muziki ulioongozwa na Clinton Cerejo na kutungwa na Clinton Cerejo na maneno yaliyoandikwa na Amitabh Bhattacharya.
Waimbaji: Mfalme wa majivu
Nyimbo: Amitabh Bhattacharya
Iliyoundwa: Clinton Cerejo
Filamu/Albamu: Kahaani 2
Length: 1:34
kutolewa: 2016
Lebo: Mfululizo wa T
Nyimbo za Wimbo wa Anandoloke – Kahaani 2
Mere haath mein hai chuan mulayam
Tere has ki aur main khush hoon
Mere khwab mein hissedariyan hai
Tere khwab ki aur main khush hoon
Dard ko chhod ke aa rahe hain
Hum khushi ke sheher ja rahe hain
Tez dhoop hai
Par kami nahi hai humko chaaon ki
Aur main, aur main khush hoon
Bas pyar se, chal jayega
Kharcha hamara, kharcha hamara
Jo bhi maili mil baant ke
Dono kar lenge guzaara
Ye nishaniyan
Hain nayi kahani ki suruvaat ki
Aur main khush hoon
Mere khwaab mein
Hissedariyan hai tere khwaab ki
Aur main, aur main khush hoon wo...
Aur main khush hoon
Suitcase mein humne hai bandha
Saaman kam, armaan zyada
Lambe safar ka hai iraada
Khane ke liye
Kaki rotiyan hai kuch kal raat ki
Aur main khush hoon
Mere khaab mein
Hissedariyan hain
Tere khaab ki
Aaur khush hoon kuu
Dard ko chhod ke aa rahe hain
Hum khushi ke sheher ja rahe hain
Tez dhoop hai
Par kami nahi hai humko chaaon ki
Aur main, aur main khush hoon
Ho…aur main khush hoon wo..