Ik Mulaqaat Lyrics – Dream Girl | Kutana na Bros

By Debra C. Hammond

Ik Mulaqaat Lyrics kutoka kwa Dream Girl iliyoimbwa na Meet Bros ft. Altamash Faridi & Palak Muchhal. Muziki wa wimbo mpya pia unatolewa na Meet Bros na mashairi yameandikwa na Shabbir Ahmed na wimbo wa Video unajumuisha Ayushmann Khurrana, Nushrat Bharucha.

Mwimbaji: Kutana na Bros

Nyimbo: Shabbir Ahmed

Iliyoundwa: Kutana na Bros

Filamu/Albamu: Dream Girl

Length: 2:26

kutolewa: 2019

Lebo: Kampuni ya Muziki ya Zee

Picha ya skrini ya Ik Mulaqaat Lyrics

Ik Mulaqaat Lyrics – Dream Girl

Main Bhi Hu Tu Bhi Hai Aamne Saamne
Dil Ko Behka Diya Ishq Ke Jaam Ne

Main Bhi Hu Tu Bhi Hai Aamne Saamne
Dil Ko Behka Diya Ishq Ke Jaam Ne
Musal-Sal Nazar Barasti Rahi
Taraste Hain Hum Bheege Barsaat Mein

Ik Mulaqaat!
Ek Mulaqat Mein Baat Hi Baat Mein
Unka Yun Mushkurana Ghazab Ho Gaya
Kal Talak Wo Jo Mere Khayalon Mein The
Rubaroo Unka Aana Ghazab Ho Gaya

Mohabbat Ki Pehli Mulaqaat Ka
Asar Dekho Na Jaane Kab Ho Gaya
Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unka Yun Mushkurana Ghazab Ho Gaya

Makhtabah Daidatah Kuchh Khayal Nahi Hai
Ek Taraf Kahin Kuu, Ek Taraf Dil Kahin

“Aankho Ka Aitbaar Mat Karna
Ye Uthe Toh Katleaam Karti Hain
Koyi Inki Nigahon Pehra Lagao Yaaron
Ye Nigaho Se Hi Khanzar Kaam Karti Hai”

Makhtabah Daidatah Kuchh Khayal Nahi Hai
Ek Taraf Kahin Kuu, Ek Taraf Dil Kahin
Ehsaas Ki Zameen Pe Kyu Dhuya Uth Raha Hai
Jal Raha Dil Mera Kyun Pata Kuchh Nahi

Kyun Khayalon Mein Kuchh Barf Si Gir Rahi
Rait Ki Khawahishon Mein Nami Bhar Rahi
Musal-Sal Nazar Barasti Rahi
Taraste Hain Hum Bheege Barsaat Mein

Ik Mulaqaat!
Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unka Yun Mushkurana Ghazab Ho Gaya
Kal Talak Wo Jo Mere Khayalon Mein The
Rubaroo Unka Aana Ghazab Ho Gaya

Mohabbat Ki Pehli Mulaqat Ka
Asar Dekho Na Jaane Kab Ho Gaya
Ik Mulaqaat Mein Baat Hi Baat Mein
Unka Yun Mushkurana Ghazab Ho Gaya

Maneno ya Nyimbo za Dil Ka Simu - Dream Girl (2019)

Kuondoka maoni