Ishq Ka Manjha Lyrics: kutoka kwa Movie Movie "Ardh", Filamu hii iliongozwa na Jai Basantu Singh. Palak Muchhal na Armaan Malik ameimba Wimbo wa sauti "Ishq Ka Manjha", Palaash Muchhal alitunga muziki huku maneno ya wimbo yakiandikwa na Palak Muchhal. Video ya Wimbo Unaoshirikisha – Rajpal Yadav na Rubina Dilaik.
Wimbo huu ulitolewa mwaka wa 2022 kwa niaba ya Kampuni ya Zee Music.
Jina la Wimbo: Ishq Ka Manjha
Mwimbaji: Palak Muchhal na Armaan Malik
Nyimbo: Palak Muchhal
Iliyoundwa: Palaash Muchhal
Filamu/Albamu: Ardh
Length: 3:02
kutolewa: 2022
Chapa: Kampuni ya Muziki ya Zee
Ishq Ka Manjha Lyrics – Ardh
Ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Jabse hai mila saath yeh tera
Ishq kya hai yeh jaana
Tujhse jo mila khudse mila kuu
Chahe dil tujhko paana
Jabse hai mila saath yeh tera
Ishq kya hai yeh jaana
Tujhse jo mili khud se main mili
Chahe dil tujhko paana
Ishq ki inayatein hain
Rooh ki hidayatein hain
Tha mera yeh dil hua tera
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Tujhse hi meri duniya hansi hai
Meri yeh jaan to tujhme basi hai
Tujhse mili hai daulat jahan ki
Teri khushi mein meri khushi hai
Ishq ki inayatein hain
Rooh ki hidayatein hain
Tha mera yeh dil hua tera
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Ishq yeh mera sabse juda hai
Ishq yeh mera mera khuda hai
Ishq maili hadi jannat jahan hai
Ishq mein humko chain kahan hai
Ishq ki inayetein hain
Rooh ki hidayatein hain
Tha mera yeh dil huya tera
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Tere ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Ishq ka manjha chhute na
Tere ishq ka manjha re
Ishq ka manjha toote na
Tere ishq ka manjha re
Maneno ya Nyimbo za Chali Re Bazaar - Janhit Mein Jaari (2022)