Ishq Ki Baarish Lyrics kutoka kwa Ishq Forever (2016) iliyoimbwa na Javed Ali na Shreya ghoshal. Hii Wimbo wa sauti imetungwa na Nadeem Saifi huku mashairi yakiandikwa na Sameer Anjaan. Iliyoongozwa na Sameer Sippy, Ishq Forever ilitolewa Januari 2016.
Maneno: Ishq Ki Baarish
Mwimbaji: Javed Ali, Shreya Ghoshal
Nyimbo: Sameer Anjaan
Halisi: Nadeem Saifi
Albamu/Filamu: Ishq Milele
Urefu wa wimbo: 4:01
Lebo ya Muziki: Kampuni ya Muziki ya Zee
Ishq Ki Baarish Lyrics
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq mein bheege aa
Aaja tu
Ajabu tena..
Ishq ki rang mein mausam
Ishq ki rang mein mausam
Ishq mein beda paar
Aaja mera yaar (x4)
Mmm.. mujhe teri baaton mein aana nahi
Kisise kabhi dil lagana nahi
Pataa jis gali ka pataa hi na ho
Mujhe uss gali mein to jaana hi nahi
Ishq mein dhoka laage
Ishq mein dhoka laage
Ishq se hai inkaar
Sarkar tu, sarkar tu (x2)
Tann hi nahi mera man bhi hua geela
Yeh mausam lagta hai kitna nashila
Tu deewani tujhko hosh na tera
Kuu hoon pareshaan
Ab kya hoga mera
Hone de jo bhi ho
Hone de jo bhi ho
Karna fikar bekaar
Aaja mera yaar (x4)
Maine kis mushqil mein jaan phasayi
Mere pichhe meri musibat aayi
Aisa dilkash mauka na aayega
Hath malega baad mein pachtayega
Pyaar mohabbat se na
Pyaar mohabbat se na
Mera koi darkaar
Sarkar tu, sarkar tu (x2)
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq ki baarish hai yeh
Ishq mein bhige aa
Aaja mera yaar (x4)
Ishq Da Virus Lyrics - Mika Singh