Kaala Jaadu Lyrics – Freddy (2022) | Arijit Singh

By Sumayya Abdella

Kaala Jaadu Lyrics kutoka kwa Filamu Ijayo "Freddy" ni mpya kabisa Wimbo wa sauti katika Sauti ya Arijit Singh na Nikhita Gandhi. Muziki huo umetungwa na Pritam huku wimbo wa Kaala Jaadu ukiandikwa na Irshad Kamil. Filamu hii imeongozwa na Shashanka Ghosh.

Wimbo huu wa hivi punde zaidi unawashirikisha Kartik Aaryan, Jeniffer Piccinato, na Alaya F.

Msaniiarijit singh na Nikhita Gandhi

Nyimbo: Irshad Kamil

Ilijumuishwa: Pritam

Filamu/AlbamuFreddy

urefu: 3: 35

Iliyotolewa: 2022

Chapa: Vidokezo Rasmi

Picha ya skrini ya Kaala Jaadu Lyrics

Kaala Jaadu Lyrics – Freddy

Tu Meri Ho Gayi Hai
Yeh Khabar Toh Nayi Hai
Tujhko Baahon Ke Ghere Mein
Chupke Se Aaja Baandhu

Hota Ishq Mein
Koyi Na Koyi Toh Kaala Jaadu

Na Fikar Hai Na Fitoori
Hai Ishq Hi Toh Zaroori
Yeh Toh Shaitanon Ko Bhi
Kar Deta Hai Poora Saadhu

Hota Ishq Mein
Koyi Na Koyi Toh Kaala Jaadu

Dil Tera Sar Tera
Gehra Hai Gehra Hai
Tu Hai Samundar
Tu Sehra Hai Sehra Hai

(Kala Jadu..)

Jeena Bhi Tujhko Hai
Chalna Bhi Tujhmein Hai
Main Tujhmein Chalta Hoon
Tu Mujhmein Thehra Hai

Hota Hai Mitha Zehar
Paagalpan Ki Hai Koyi Lehar
Yeh Toh Dhata Hai Dil Pe Kehar

Veerana.. Karde Yeh Saara Shehar
Ismein Koyi Aasani Nahi
Yeh Toh Hai Aag Paani Nahi
Jal Jaana

Sholon Mein Bhi Maza Hai
Jeene Ki Yeh Wajah Hai
Iske Badle Mein Chahun Toh
Apni Kuu Jaan Bhi De Doon

Hota Ishq Mein
Koyi Na Koyi Toh Kaala Jaadu

Dil Tera Sar Tera
Gehra Hai Gehra Hai
Tu Hai Samundar
Tu Sehra Hai Sehra Hai

(Kala Jadu..)

Jeena Bhi Tujhko Hai
Chalna Bhi Tujhmein Hai
Main Tujhmein Chalta Hoon
Tu Mujhmein Thehra Hai

Dil Tera Sar Tera
Gehra Hai Gehra Hai
Tu Hai Samundar
Tu Sehra Hai Sehra Hai

(Kala Jadu..)

Jeena Bhi Tujhko Hai
Chalna Bhi Tujhmein Hai
Main Tujhmein Chalta Hoon
Tu Mujhmein Thehra Hai

Wimbo mpya Nyimbo za Jungle Mein Kand – Bhediya (2022) | Vishal Dadlani

Kuondoka maoni