Maneno ya Khamoshiyan: Akiwasilisha Wimbo wa sauti 'Khamoshiyan' katika sauti ya Arijit Singh kutoka kwenye filamu ya Khamoshiyan. Maneno ya wimbo huo yameandikwa na Rashmi Singh na muziki umetungwa na Ankit Tiwari & Jeet Ganguli. Ilitolewa mnamo 2015 na SonyMusicIndiaVEVO.
Filamu hii ni nyota Ali Fazal, Gurmeet Choudhary na Sapna Pabbi na imeongozwa na Karan Darra.
Mwimbaji: arijit singh
Nyimbo: Rashmi Singh
Iliyoundwa: Ankit Tiwari & Jeet Ganguli
Filamu/Albamu: Khamoshiyan
Length: 3:16
kutolewa: 2015
Lebo: SonyMusicIndiaVEVO
Khamoshiyan Lyrics - Arijit Singh
Khamoshiyan awaaz hai
Tum sunne toh aao kabhi
Chukar tumhe khill jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hai baat karne ko
Kehne doh inko zaraa..
Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan
Kya uss gali mein
Kabhi tera jaana hua
Jahaan se zamaane ko
Guzre zamaana hua
Mera sammay toh wahin pe
Hai thehra hua
Bataaun tumhe kya
Mere sath kya kya hua..
Khamoshiyan ek saaz hai
Tum dhun koi laao zaraa
Khamoshiyan alfaaz hai
Kabhi aa gunguna le zara
Beqarar hain baat karne ko
Kehne doh inko zaraa haa..
Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan
Nadiya ka paani bhi
Khamosh behta yahaan
Khili chandani mein
Chipi lakh khamoshiyaan
Baarish ki boondon ki
Hoti kahaan hai zubaan
Sulagte dilon mein
Hai khamosh uthta dhuaa..
Khamoshiyan aakaash hai
Tum udne toh aao zara
Khamoshiya ehsaas hai
Tumhe mehsoos hoti hai kya
Bekarar hain baat karne ko
Kehne doh inko zara haa..
Khamoshiyaan..
Teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
Lipti hui khamoshiyan
Kwa mashairi zaidi angalia Nyimbo za Khalibali – Padmaavat | Ranveer Singh