Khudkhushi Lyrics – Yaara

By Thea L. Pell

Nyimbo za Khudkhushi kutoka kwa filamu ya Yaara (2020), This Wimbo wa sauti inaimbwa na Mchungaji Shergill, imeandikwa na Rev Shergill, muziki uliotungwa na Siddharth Pandit, akishirikiana na Vidyut Jammwal, Amit Sadh, Vijay Varma, Shruti Haasan.

Mwimbaji: Mchungaji Shergill

Nyimbo: Mchungaji Shergill

Iliyoundwa: Siddharth Pandit

Filamu/Albamu: Yaara

Length: 3:00

kutolewa: 2020

Chapa: Mfululizo wa T

Picha ya skrini ya Khudkhushi Lyrics

Khudkhushi Lyrics – Yaara

Jebon mein bhar ke suraj ka tukda
Bhaage leke yeh tinke
Udhaar ke raftaar mein
Udhaar ke raftaar mein

Mausam hai aasmaan mein masti hai
Dosti ki chuski le
Damdaar si himmat bhari

Mann ke chiragon ko khayalon se jalaye

Har ek khayalon ki chaadarein chadhaye
Himmat ki jaali se chhanein roshni
Roshni ki chasni milaye
Khudkhushi ki taish hai
Dil ke mazaron mein bazaron mein
Khudkhushi ki taish hai
Dil ke mazaron mein bazaron mein

Bandh ke yaara khaawbon ki ghanti
Bachpan ke unn kisson ki
Bharmaar hain raftaar mein

Mann ke chiragon ko khayalon se jalaye
Har ek khayalon ki chaadarein chadhaye
Himmat ki jaali se chhanein roshni
Roshni ki chasni milaye

Khudkhushi ki taish hai
Dil ke mazaron mein bazaron mein

Maneno ya Bikhar Gaya Lyrics

Kuondoka maoni