Nyimbo za Mansoob Na Kaifi Khalil (2023)

By Danika Garibay

Mansoob Lyrics: Huu hapa ni wimbo mwingine mzuri "Mansoob" wa Kaifi Khalil baada ya wimbo bora kabisa "Kahani Suno 2.0". Wimbo huu wa Pakistani pia unaimbwa, kutungwa, na kuandikwa na Kaifi Khalil. Video ya Wimbo unaomshirikisha - Kaifi Khalil. Video Imeongozwa na Sinema na Muhammad Baloch. Imechanganywa & kuboreshwa na kutayarishwa kwa pamoja na Lil AK 100.

Wimbo huu ulitolewa mwaka wa 2023 kwa niaba ya Kaifi Khalil.

Jina la Maneno: Mansoob

Mwimbaji: Kaifi Khalil

Nyimbo: Kaifi Khalil

Iliyoundwa: Kaifi Khalil

Filamu/Albamu: -

Length: 2:43

kutolewa: 2023

Lebo: Kaifi Khalil

Picha ya skrini ya Mansoob Lyrics

Kaifi Khalil - Mansoob Lyrics

Tumhare Naam Se
Mansoob Hai Humara Gham
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Tumhare Naam Se
Mashhoor Hai Humara Gham
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Haaye Teri Kaatil Aankhein
Jaan Tum Pe Vaari Hai
Tere Liye Likhi Hai Shayari
Zehni Bimari Hai

Yeh Jo Teri Yaari Hai
Yeh Toh Dhokebaazi Hai
Baat Yeh Puraani Thi
Dard Ab Bhi Jaari Hai

Nahi Rakha Kabhi
Tumne Bhi Humara Bharam
Nahi Rakha Kabhi
Tumne Bhi Humara Bharam

Tumhare Naam Se
Mashhoor Hai Humara Gham
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Tere Chehre Ki Raunak
Hai Aasmaan Sitaara
Tu Jaanta Hai Tujh Bin
Nahi Koyi Humana

Tu Chala Gaya Yahan Se
Sab Mit Gaya Nazara
Teri Khaatir Mila Hai
Humein Taufa Khasara

Sab Ke Sab Chale Gaye
Yoon Hi Sab Badal Gaye
Sabko Humne Dekh Liya
Yahin Duniyadari Hai

Tujhko Rakha Sabse Alag Tha
Tere Baare Mein Kuu Ghalat Tha
Dekh Tere Gham Ka Saya
Dil Pe Kitna Bhari Hai

Tumhare Naam Se Badnaam Hai
Jahaan Mein Hum
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Tumhare Naam Se
Mashoor Hai Humara Gham
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Tumhare Naam Se
Mansoob Hai Humara Gham
Humari Baat Shuru Tumse
Aur Tumhin Pe Khatam

Dard Ab Bhi Jaari Hai

Maneno ya Kahani Suno 2.0 lyrics – Kaifi Khalil | 2022-2023

Kuondoka maoni