Sawan Aaya Hai Lyrics – Arijit Singh | Kiumbe 3D

By Hameeda Sattar

Sawan Aaya Hai Maneno ya Nyimbo: Ni wimbo wa hivi punde kwa sauti ya arijit singh kutoka Sauti filamu 'Kiumbe 3D'. Maneno ya wimbo huo yalitolewa na Tony Kakkar na muziki pia umetungwa na Tony Kakkar. Filamu hii imeongozwa na Vikram Bhatt. Ilitolewa mnamo 2014 kwa niaba ya T-Series.

Video ya Muziki Inaangazia Bipasha Basu na Imran Abbas Naqvi

Mwimbaji: arijit singh

Nyimbo: Tony Kakar

Iliyoundwa: Tony Kakar

Filamu/Albamu: Kiumbe 3D

Length: 4:50

Imetolewa: 2014

Lebo: Mfululizo wa T

Picha ya skrini ya Sawan Aaya Hai Lyrics

Sawan Aaya Hai Lyrics

Hamko ye batao doot kaise tum rehte ho
Kaise judaai ka gham yaara tum sehte ho
Hum tanha mar jayenge yaara teri yaad mein
Dekho bheege hai kitana ashqo ki barsaat mein
Zakhm dikhau kaise dil ke mere
Logo ne kitana sataya hai

Mujhe na aur rulana tu saawan aaya hai
Mere dardo ko mitana tu saawan aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai

Dil ye dhadkta hai tere dil ke hi dhadkne se
Hum bhi tadapte hai yaar tere hi tadapne se
Ishq mein dooba dooba hoon
Mujhko na ab hosh hai
Yaar zameen ke ishq mein
Aasmaan behosh hai
Kaise dikhaun ab junoon ye mera
Tere ishq ne paagal banaya hai

Dil aur nahi dukhana tu saawan aaya hai
Tere bi zakhm dikhana tu saawan aaya hai

Tum se door rehna ek saja hai majboori hai
Meri zindagi hadi yaar tere bin adhoori hai
Ingia kwenye kya kya kehte hai dil seh seh ke rota hai
Kaise tum ko bataun mere saath sanam kya hota hai
Apne paraye hone lage hai jab se tum ko apna banaya hai

Hamesha saath nibhana tu saawan aaya hai
Tere aur milne ka mausam aaya hai..

Bofya hapa Maa Ka Phone Lyrics – Nyimbo za Khoobsurat | Priya Panchal

Kuondoka maoni