Shaitaaniyan Lyrics kutoka kwa Badmashiyaan: Hii Karibuni Wimbo wa sauti inaimbwa na Ankit Tiwari kutoka kwa filamu ya Kihindi ya Badmashiyan iliyoigizwa na Sidhant Gupta na Gunjan Malhotra. Muziki ulitungwa na Bobby – Imran huku mashairi yakiandikwa na Shabbir Ahmed.
Mwimbaji: Ankit Tiwari
Nyimbo: Shabbir Ahmed
Iliyoundwa: Bobby - Imran
Filamu/Albamu: Badmashiyaan
Length: 4:02
Imetolewa: 2015
Lebo: Kampuni ya Muziki ya Zee
Shaitaaniyan Lyrics – Badmashiyaan
Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa
Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa
Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa tooot kar
Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa
Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa tooot kar
Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa tooot kar
Maneno ya Moh Moh Ke Dhaage Lyrics From Dum Laga Ke Haisha | 2015