Tu Hai Ki Nahi Lyrics – Roy | Ankit Tiwari

By Sumayya Abdella

Tu Hai Ki Nahi Lyrics kutoka kwa Roy: Hii Wimbo wa sauti inaimbwa na kutungwa na Ankit Tiwari huku mashairi yakiandikwa na Abhendra na video inaangazia Ranbir Kapoor akipiga miluzi kwenye baiskeli nzuri.

Waimbaji: Ankit Tiwari

Nyimbo: Abhendra

Iliyoundwa: Ankit Tiwari

Filamu/Albamu: Roy

Length: 4:18

kutolewa: 2015

Lebo: Mfululizo wa T

Picha ya skrini ya Tu Hai Ki Nahi Lyrics

Tu Hai Ki Nahi Lyrics – Roy

Mujhse hi aaj mujhko mila de
Dekhoon aadaton mein Tu hai ki nahi
Har saans se poochh ke bata de
Inke faaslon mein tu hai ki nahi

Mujhse hi aaj mujhko mila de
Dekhoon aadaton mein tu hai ki nahi
Har saans se poochh ke bata de
Inke faaslon mein tu hai ki nahi


Aas paas tere aur mere paas
Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 2
Badhte hain khwaab jin pe aasta woh tu lage
Neend se jo aankh ka hai wasta woh tu lage
Tu badalta waqt koi khushnuma sa pal mera
Tu woh lamha jo na thehare
Aane waala kal mera
Aas paas tere aur mere paas

Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 2

Katika labon pe jo hansi hai inki tuhi hai wajah
Bin tere kuu kucch nahi hun mera hona bewajah
Dhoop teri na pade to dhundla sa main lagoon
Aake saansein de mujhe tu taaqi zinda main rahoon
Aas paas tere aur mere paas
Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 4

Maneno ya Nyimbo za Tu Hai – Mohenjo Daro

Kuondoka maoni