Bhoot Aaya Lyrics – Nanu Ki Jaanu (2018)

By Shirley Howarth

Bhoot Aya Lyrics mula sa Nanu Ki Jaanu feat Abhay Deol ang pinakabago Kantang Bollywood kinanta ni Mika Singh at Fazil Puria. Ang musika nito ay binubuo ni Sachin Gupta habang ang lyrics ay isinulat nina Sajid Qureshi at Sachin Gupta.

mang-aawit: Mika Singh at Fazil Puria

Lyrics: Sajid Qureshi at Sachin Gupta

Binubuo: Sachin Gupta

Pelikula / Album: Nanu Ki Jaanu

Haba: 2:59

Inilabas: 2018

Label: T-Serye

Screenshot ng Bhoot Aaya Lyrics

Bhoot Aaya Lyrics – Nanu Ki Jaanu

Bohat gaur se suniye aap
Jo main aapko sunane ja raha hoon
Yeh ek atrangi bhoot ki kahaani hai
Kabhi nahi suni hogi apne aisi kahaani
Nanu ke pichhe tumhari bhoot
Uske bistre mein so rahi hai
Aur kehti hai

Nanu main teri jaanu

Nanu main teri jaanu
Jaan bachi to laakhon paaye
Dar ke bacchu ghar na jaaye
Pyar wale gaane gaaye
Jaanu jaanu mujhe bulaaye

Haye bistar pe sone woh aaye
Lipstick ke nishan lagaye
Dar ke maare neend na aaye

Jantar mantar kaam na aaye

Dheere dheere se kaanon mein farmaye
Nanu shaadi karoge

Bhago bhago Bhoot aaya x (6)

Aage nanu pichhe jaanu
Pichhe jaanu aage nanu x (4)

Re dar lagta mera BP badhta
Jab mahal kita farmaati hai
Chhori pippal pippal pippal pi

Pippal ke paidh se aati hai x (4)

Jahan bhi dekhoon
Bhoot nazar woh aaye
Haan aaye, haan aaye, haan aaye
Seeti maar ke mujhe woh bulaaye
Bulaaye bulaaye bulaaye

Ulte seedhe kaam karaaye
Halika na baby
Kaam karaaye baby
Kaam karaaye baby

Haye ankh dikha ke mujhe daraaye
Pyar se mere baal banaye
Hathon se pizza khilaye
Vine ke badle khoon pilaaye

Dheere dheere se kaanon mein farmaye
Nanu shaadi karoge

Bhoot aaya
Bhago bhago bhoot aaya
Bhago bhago bhoot aaya

Ab mera blood na choos
Udd gaye hain fuse
Tu koyi bhoot pataa le
Debit credit card mo
Yamlok ki flight book kara le
Yamlok ki flight book kara le

Haye jaadu wala baba bula do
Nagin wali been baja do
Chhoodi wala dance kara do
Bhoot se meri jaan bacha do

Bacha do x (4)

Thandi isko beer pila do
DJ ki party karwa do
Kahin se chumma ise dila do
Mere ghar se ise bhaga do

Nahi to kaanon mein phir se farmayegi
nanu
Bhoot aaya

Bhaago bhaago bhoot aaya x (7)

Kanta Tere Thumke Sapna Choudhary Lyrics – Nanu Ki Jaanu

Mag-iwan ng komento