Chand Chupa Lyrics – Armaan Malik | Suron Ke Rang

By Kajol Saraf

Chand Chupa Lyrics mula sa Hindi Kanta na kinanta ni Armaan Malik. ito Hindi kanta ay binubuo ni Amaal Mallik na may lyrics na isinulat ni Mehboob.

Chand Chhupa Badal Mein mula sa Hum Dil De Chuke Sanam na muling nilikha ni Amaal Mallik, Armaan Mallik para sa konsiyerto ng Suron Ke Rang. Ang orihinal na kanta ay kinanta ni Udit Narayan, at Alka Yagnik, at binubuo ni Ismail Darbar.

mang-aawit: Armaan Malik

Lyrics: Mehboob

Musika: Amaal Mallik

Album/Pelikula: Suron Ke Rang

Haba: 2:41

Label ng Musika: T Series

Screenshot ng Chand Chupa Lyrics

Lyrics ng Chand Chupa – Armaan Mallik

Chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkhake meri jaana

Ghumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khamosh hai
Yeh sama haan yeh sama kuch aur hai
Ho ho ho chand chupa badal mein
Sharma ke meri jana
Seene se lag ja tu
Balkhake meri jana
Aa..

Nazdeekiyan badh jaane de
Arre nahi baba nahi
Abhi nahihin nahihin
Dooriyan mit jaane de
Arre nahi baba nahi
Abhi nahihin nahihin
Door se hi tum ji bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekhu
Chaand ko jaise dekhta chakor hai

Aye ghumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khamosh hai
Yeh sama haan yeh sama kuch aur hai
O ho ho chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana..

Tignan mo Chalti Hai Kya 9 Se 12 Lyrics

Mag-iwan ng komento