Jise Kehte Pyaar Hai Lyrics – Noor (2017)

By Richard R. Saxton

Jise Kehte Pyaar Hai Lyrics mula kay Noor na pinagbibidahan ni Sonakshi Sinha. Ito Kantang Bollywood ay kinakanta ni Sukriti Kakar at binubuo ni Amaal Mallik habang ang lyrics ay isinulat ni Kumaar.

mang-aawit: Sukriti Kakar

Lyrics: Kumaar

Binubuo: Amaal Mallik

Pelikula / Album: Noor

Haba: 2:02

Pakawalan: 2017

Label: T-Serye

Screenshot ng Jise Kehte Pyaar Hai Lyrics

Jise Kehte Pyaar Hai Lyrics – Noor

Badla nahi hain kuch bhi
Yoonhi khamakha
Koi toh hai wajah suno
Tehri hoon main toh chalta jaaye rasta
Jaadu hai har jagah suno
Tu jo mere saath hai
Pal pal nayi baat hai
Khwaabon mein hai tu mere
Ya sach mein hai saamne chehra tera…

Jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
Hmm ..
Jise kehte pyar hai
Hua tumse yaar hai
Kyun mere sar pe
Lag pada udne
Yeh patanong sa aasmaan
Inn hawaaon mein
Hai ishq tera
Mehsoos maine kar liya…

Aane se tere
Dhadke hai dil yeh mere
Raaton main bhi, saans hai
Haan aisi thi zindagi pehle kahaan
Jise kehte pyaar hai
Huaa tumse yaar hai...

Ho ..
Jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
Yeh sabhi mausam ho rahe apne
Kal talak thhe jo ajnabi
Yeh safar yoonhi le chala aage
Pichhe ab raahein na rahin...

Saari khwahishein
Dil ki yeh farmaishein
Thune suni iss tarah
Koi duaa jis tarah sunle khuda
Jisey kehte pyaar hain
Hua tumse yaar hain…

Hmm ..
Jise kehte pyaar hai
Huaa tumse yaar hai
Wo jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai...

Kanta Gulabi Lyrics Mula kay Noor (2017)

Mag-iwan ng komento