Nazarbattu Lyrics mula sa Yamla Pagla Deewana Phir Se (2018)

By Lamjot Bagga

Nazarbattu Lyrics mula sa Yamla Pagla Deewana Phir Se. Ito Kanta ng Bollywood ay kinakanta ni Sachet ng Tandon. Ang musika nito ay binubuo ng Sachet-Parampara at ang lyrics ay isinulat ni Pulkit Rishi.

ArtistSachet ng Tandon

lyrics: Pulkit Rishi

Binubuo: Sachet-Parampara

Pelikula/AlbumYamla Pagla Deewana Phir Se

Haba: 2: 37

Pinalaya: 2018

Tatak: Saregama Music

Screenshot ng Nazarbattu Lyrics

Nazarbattu Lyrics from Yamla Pagla Deewana Phir Se

Magkita tayo, magkatotoo
Pind mein ladki aa gayi hai
Haye re taube mach gaye hain
Sabki latki subah

Tujeh aankhon mein bharne ke liye
Kar rahe jagraate
Tere husn ke kitne charche hain
Sansani khabar yahan

Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar

Nazarbattu main tera bana

Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu

Thodi khalbali, tholi chulbali
Aafat ki pudiya hai oye
Adaa nasheeli dekh ke
Kitnon ka paara chadha

Tu door rahe bure saaye se
Khud baandhe kaale dhaage
Itra ki mehak se teri
Badla badla mera jahan

Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar

Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana

Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu

Ibang Kanta Rafta Rafta Medley Lyrics – Yamla Pagla Deewana Phir Se

Mag-iwan ng komento