Afreen Afreen Lyrics W/ Tarjima – Rahat Fateh Ali Khan | Coke Studio 9

By Fakaruddin Peri

Afreen Afreen qo'shiqlar tomonidan kuylangan Coke Studio dan Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Xon. bu Pokiston qo'shiq Javed Axtar tomonidan yozilgan so'zlar bilan Strings tomonidan yaratilgan.

Ashulachi: Mo'mina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Xon

lyrics: Javed Axtar

musiqa: Stringlar

Albom: Coke Studio 9-mavsum Millat ovozi

Uzunlik: 6:44

Afreen Afreen qo'shiqlarining skrinshoti

Afreen Afreen qo'shiqlari - Rahat Fateh Ali Xon

Aisa dexa naheen khoob-soorat qoyi
Jism jaise ajanta ki moorat qoyi
Jism jaise nigaahon pah jaadu koyi
Jism naghmah koyi
Jism khush-bu koyi

Jism jaise mahakti hui chandani
Jism jaise machalti hui raagini
Jism jaise kih khilta hua ik chaman
Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran
Jism tarsha huva dil-kash o dil-nisheen

Sandaleen sandalin
Marmarin marmarini

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen afreen
Afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
Man mera khincha chala aaya teri or
Mere chehre ke subh zulfon ki shaam
Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yih jaadu hua
Hone lagi hoon main haseen

Aafreen Aafreen Aafreen

Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai
Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai
Chehra jaise g'azal chehra jaan-I g'azal
Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
Chehra jaise tasavvur bhi tasvir bhi

Chehra ik khaab bhi chehra taa'beer bhi
Chehra koyi alf lailawi daastaan
Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan
Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
Maah-ru maah-ru mah-jabin mah-jabin

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen afreen
Afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

Aafreen aafreen
Aafreen aafreen
Aafreen

To'lovlar xaqida malumot Afeemi qo'shiqlari

Leave a Comment