Afreen Lời bài hát Afreen W / Bản dịch - Rahat Fateh Ali Khan | Coke Studio 9

By Fakaruddin Peri

Lời bài hát Afreen Afreen từ Coke Studio hát bởi Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan. Điều này Bài hát Pakistan được sáng tác bởi Strings với phần lời do Javed Akhtar chấp bút.

Ca sỹ: Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan

Tác giả: Javed Akhtar

Âm nhạc: Strings

Album: Coke Studio Season 9 Âm thanh của Tổ quốc

Chiều dài: 6:44

Ảnh chụp màn hình của Afreen Afreen Lyrics

Lời bài hát Afreen Afreen - Rahat Fateh Ali Khan

Aisa dekha naheen khoob-soorat koyi
Jism jaise ajanta ki moorat koyi
Jism jaise nigaahon pah jaadu koyi
Jism naghmah koyi
Jism khush-bu koyi

Jism jaise mahakti hui chandani
Jism Jaise Machalti hui raagini
Jism jaise kih khilta hua ik chaman
Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran
Jism tarsha huwa dil-kash hoặc dil-nisheen

dép xỏ ngón
bánh hạnh nhân

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
afreen afreen
afreen afreen
Tu bhi dekhe agar sang kahe ham-nisheen
afreen afreen
afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
Man mera khincha chala aaya teri hoặc
Chỉ chehre ke subh zulfon ki shaam
Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yih jaadu hua
Trau dồi lagi hoon chính haseen

Aafreen Aafreen Aafreen

Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai
Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai
Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal
Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi

Chehra ik khaab bhi chehra taa'beer bhi
Chehra koyi alf lailawi daastaan
Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan
Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen

Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
afreen afreen
afreen afreen
Tu bhi dekhe agar sang kahe ham-nisheen
afreen afreen
afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)

aafreen aafreen
aafreen aafreen
aafreen

Kiểm tra Lời bài hát Afeemi

Để lại một bình luận