Tanha Mera Pyaar ליריקס from Bypass Road feat Neil Nitin Mukesh, Adah Sharma. This באָלליוואָאָד ליד איז געזונגען דורך Mohit Chauhan. Its music and lyrics are given by Rohan.
זינגער: Mohit Chauhan
ליריקס: ראָהאַן
צונויפגעשטעלט: ראָהאַן
פֿילם / אלבאם: בייפּאַס וועג
Length: 5:16
מעלדונג: 2019
עטיקעט: ה-סעריע
Tanha Mera Pyaar ליריקס - בייפּאַס וועג
Khamoshi si bhari hai ye hawa
Baatein kuch hain adhoori si yahaan
Ab kyaa.. ab kya?
Dil mein thi jo tere liye ek jagah
Lafzon mein kabhi keh hi na sakaa
Ab kyaa… ab kya?
Baatein wahi hai mulaqatein wahi hai
Bas tu hi nahi hai mere paas
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tu hai kahaan?
Baatein karta hoon tere sang main
Ye maan ki tu abhi hai yahaan
Pyaar karta hoon ab bhi tujhe
Ye jaan ke tu nahi hai yahaan
Jaan se zyada bhi chaaha hai tujhko
Ab jaan bhi jaaye toh kya
Par zinda rahunga bas tere liye hi
Karta rahunga intezaar
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tu hai kahaan?
Behoshi me bhi saashon ko pata
tere liye hi yeh dil dhadak raha
inkaar karu main kya
door hoke bhi na hogi tu juda
tu juda….tu judaaa..
door hoke bhi na hogi tu juda
rishta tujhse hai aisa jo juda
tu jahaannn
main hu waha
khusi wahi hai jaha teri hasi hai
par tu hi nahi hai mere paas
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tanha mera pyaar kare intezaar
Tu.. tu hai kahaan?
Tu hai kahaan?
Tu hai kahaan?
Tu hai… kahaan..?
ליד So Gaya Yeh Jahan ליריקס - בייפּאַס וועג (2019) | דזשובין נאַוטייאַל