Aashiqui Aa Gayi Lyrics – Radhe Shyam | Arijit Singh

By Sumayya Abdella

Aashiqui Aa Gayi Lyrics lati Radhe Shyam ni Titun Orin Bollywood kọrin nipasẹ Arijit Singh ati orin tuntun yii jẹ ifihan Prabhas, Pooja Hegde. Aashiqui Aa Gayi awọn orin ti wa ni kikọ silẹ nipasẹ Mithoon nigba ti orin ti wa ni fifun nipasẹ Mithoon.

Akorin: Arijit Singh

lyrics: Mithoon

Ti a kọ: Bobby Shrivastava, Godswill Mergulhao, ati Kaushal Gohil

Fiimu/Awo orin: Radhe Shyam

ipari: 3:12

tu: 2021

Orukọ: T-Jara

Aashiqui Aa Gayi Lyrics – Radhe Shyam

Ghar Se The Chale
Toh Yeh Baat Ho Gayi

Hmmmmmm..

Ghar Se The Chale
Toh Yeh Baat Ho Gayi
Na Jaane Kyun Unse
Mulaqat Ho Gayi

Nazrein Aise Woh Takra Gayi

Ke Humein Aashiqui Aa Gayi
Aa Gayi
Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Ho Ho Ho Ho Ho Ho..

Ghar Se The Chale
Toh Yeh Baat Ho Gayi
Na Jaane Kyun Unse
Mulaqat Ho Gayi

Nazrein Aise Woh Takra Gayi

Ke Humein Aashiqui Aa Gayi
Aa Gayi
Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Yaar Ki Dilkashi Bha Gayi
Bha Gayi
Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Ho Ho Ho Ho Ho Ho..

Badi Deewani Si Raat Thi
Huyi Ghani Barsaat Thi
Hawaon Se Uljhi Woh Zulfein
Unhone Thaam Jo Li

Toh Zulfein Aise Woh Bikhra Gayi

Ke Humein Aashiqui Aa Gayi
Aa Gayi
Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Yaar Ki Dilkashi Bha Gayi
Bha Gayi
Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Ho Ho Ho Ho Ho Ho..

Ishq Hai Sufi Mera Ishq Mukammal
Maange Sanam Ko Hi Aankhein Yeh Harpal
Yaar Mila Hai Kya Karaar Mila Hai
Tera Pyar Mila Toh Har Mushkil Huyi Hal

Ke Humein Aashiqui Aa Gayi

Orin Hum Dekhenge Lyrics

Fi ọrọìwòye