Ae Kash Ke Hum Lyrics lati Shahrukh Khan. Bi nigbagbogbo awọn Orin Hindi ti wa ni orin nipasẹ asiwaju vocalist Sanam Puri. Majrooh Sultanpuri kọwe awọn orin orin naa ati akopọ naa jẹ nipasẹ Jatin-Lalit.
singer: Sanam Puri
orin: Jatin-Lalit
lyrics: Majrooh Sultanpuri
Fiimu/Awo orin: Kabhi Haan Kabhi Naa
ipari: 3:12
tu: 2017
Aami:Sanam
Ae Kash Ke Hum Lyrics
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Bas nagmein tere pyar ke
Gaate hi jaaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Khilti mehakti yeh zulfon ki shaam
Hansti khanakte yeh honthon ke jaam
Khilti mehakti yeh zulfon ki shaam
Hansti khanakte yeh hothon ke jaam
Aa jhoom ke saath uthaayein
Bas nagmein tere pyar ke
Gaate hi jaaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Bas nagmein tere pyar ke
Gaate hi jaaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Ho bas agar tum humare sanam
Hum toh sitaron pe rakh de kadam
Ho bas agar tum hamare sanam
Hum toh sitaron pe rakh de kadam
Saara jahaan bhol jaaye
Bas nagmein tere pyar ke
Gaate hi jaaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Bas nagmein tere pyar ke
Gaate hi jaaye
Ae kash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye