Afeemi Lyrics lati Meri Pyaari Bindu ti Jigar kọ Saraiya, Sanah Moidutty. yi Orin Bollywood Sachin Jigar ni o kọ pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Kausar Munir.
Awọn irawọ fiimu Meri Pyaari Bindu, Ayushmann Khurrana, ati Parineeti Chopra. Ati oludari ni Akshay Roy.
Akorin: Jigar Saraiya, Sanah Moidutty
lyrics: Kausar Munir
orin: Sachin Jigar
Album/Fiimu: Meri Pyaari Bindu
ipari: 3:12
Aami Orin: YRF Orin
Afeemi Lyrics
Dhaani si dhaani si
Sharbati paani si
dheere dheere se
Teri chahat chadhti hai
Thodi nadaani si
Thodi shaitan si
Dheeme dheeme se
Teri aadat badhti hai
Tu hai toh mere rubaroo
Par kya karun
Yakeen hi nahi aata
Shaam se subah karun
Dekha karun raha bhi nahi jaata
Afeemi afeemi afeemi hai yeh pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Ho afeemi afeemi afimi hai yeh pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Thodi pighalti hoon
Thodi phisalti hoon
Ghash khaake teri hi
Baahon mein girti hoon
Thodi sarakti hai
Thodi khisakti hai
Neeyat bigad ke ye
Tujhse hi sambhalti hai
Tere mere faasle bas aaj se
Sanson hi saason mein ghumne lage
Tere mere raaste bas aaj se
Ho aankhon hi ankhon mein milne lage
Afeemi afeemi afeemi hai yeh pyaar
Afeemi hai tera mera pyaar
Khumari khumari na aaye re karaar
Afeemi hai tera mera pyaar