Alif Se Lyrics – Ogbeni X (2015)

By Tulsi Mahabir

Alif Se Lyrics lati Ogbeni X kikopa Emraan Hashmi, Eleyi Titun Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Ankit Tiwari & Neeti Mohan ati kq nipa Ankit Tiwari.

Awọn akọrin: Ankit Tiwari & Neeti Mohan

lyrics: Abhendra Kumar Updhyay

Ti a kọ: Ankit Tiwari

Fiimu/Awo orin: Ogbeni X

ipari: 4:22

tu: 2015

Orukọ: SonyMusicIndiaVEVO

Screenshot of Alif Se Lyrics

Alif Se Lyrics – Ogbeni X

In dinon meri ab saanson mein
Ho raha kharch tu oo oo
Kar yakin mere ab jeene ki
Ban gata shart tu

Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu
Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu
Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu

Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu
Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara meri awaazon ke tu
Sath sath behta rehta hai
Tu khud ko dekh na paaye
Jahan akọkọ woh jagah hoon
Mein teri dhadkanon ki
Gintiyon ki bhi wajah hoon
Main teri dhoop mein
Roshan hua qatra hoon koi Na jiske peechhe koi raat ho
Main woh subah hoon
Tu woh subah re..

Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu
Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu
Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu
Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu

Dekh le meri in aankhon mein tu
Khwaab se milta julta hai
Sach hai yeh har jagah needon pe tu
Roz roz ugta rehta hai
Main khudse hi judaa, khudse riha
Khud mein dhuaan hoon
Ke main hi ab nahin mujhmein
Bataa ke main kahan hoon
Main tere khwaab ke
Behte kinaaron pe khada hoon
Tu mudke dekh le mujhko
Main tera hi nishan hoon
Tu hi nishan hai oo..

Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu
Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu
Alif se aye par tu
Yahan har sheh par tu
Khuda be-naqsh tera
Ishq ka paikar tu

Orin Saad Shukrana Lyrics – Ogbeni X (2015)

Fi ọrọìwòye