Andheron Mein Rishtey Lyrics: Kọrin nipasẹ Arijit Singh lati fiimu naa Saheb Biwi Aur Gangster 3. Orin rẹ jẹ nipasẹ Aanjan Bhattacharya, Siddharth Pandit & Rana Mazumder nigba ti awọn orin ti kọ nipasẹ Sandeep Nath.
singer: Arijit Singh
Akọrin Sandeep Nath
orin: Aanjan Bhattacharya, Siddharth Pandit & Rana Mazumder
Fiimu/Awo orin: Saheb Biwi Aur Gangster 3
ipari: 2:29
tu: 2018
Aami Orin: Saregama Orin
Andheron Mein Rishtey Lyrics
Ubalte hain khwaab banki saazishein
Chehre pe dosti dil mein ranjishein
Aankhon ki qaid mein rehti hasratein
Andheron mein rishtey chal rahe
Har shaqs paudha zehar ka bo raha
Haathon ko apne lahu se dho raha
Nafrat ka shola dilon mein so raha
Haan phir bhi pyar kaise ho raha
Maane na koyi, koyi bandishein
Andheron mein rishtey chal rahe
Meethi hansi mein chhupi hai ek dagha
Dhokhe mein lipti huyi hai har adaa
Kyun dhoondhte ho shehar mein tum wafa
Haan phir hai ummeedein kyun jawaan
Ulajhti har ghadi sabki khwahishein
Andheron mein rishte chal rahe
Ubalte hain khwaab banki saazishein
Chehre pe dosti dil mein ranjishein
Aankhon ki qaid mein rehti hasratein
Andheron mein rishtey chal rahe.
Ka orin naa Tu Meri ZindaGgi Hai Lyrics