Badnaamiyan Lyrics from Hindi movie Ìkórìíra Ìtàn 4. Eleyi Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Armaan Malik. Orin naa jẹ Baman-Chand lakoko ti awọn orin Badnamiyan jẹ kikọ nipasẹ Rashmi Virag.
Kikopa Urvashi Rautela, Vivan Bhathena, Karan Wah
singer: Armaan Malik
Akọrin Rashmi Virag
orin: Baman-Chand
Fiimu/Awo orin: Ìtàn Ìkórìíra 4
ipari: 2:42
tu: 2018
Aami Orin: T-Jara
Badnaamiyan Lyrics – Itan ikorira 4
Zindagani ke lamhon ko
Tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir
Badnaam kar diya
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi..
Main teri aankhon mein
Dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai
Meri nazron mein kaho
Dekhte tọ
Subah ko shaam kar diya
Khud ko teri hi khatir
Qurbaan kar diya
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi..
Zindagani ke lamhon ko
Tere nam kar diya
Zindagani ke lamhon ko
Tere nam kar diya…
Khud ko teri hi khatir
Badnaam~kar diya
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili
Tanhaiyaan badhi..