Bas Tum Ho Lyrics - Desi Kattey

By Shirley Howard

Bas Tum Ho Lyrics lati Desi Kattey kọ nipa Akriti Kakkar & Sreekant Krishnamurthy. yi Orin Hindi Kailash Kher ni a kọ pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Kailash Kher.

Desi Kattey irawo fiimu Akhil Kapur, Jay Bhanushali. Ati oludari ni Anand Kumar.

Awọn akọrin: Akriti Kakkar & Sreekant Krishnamurthy

Onigbagbo: Kailash Kher

Olupilẹṣẹ: Kailash Kher

Album/Fiimu: Desi Kattey

ipari: 2:11

Aami Orin: Ile-iṣẹ Orin Zee

Sikirinifoto ti Bas Tum Ho lyrics

Bas Tum Ho lyrics

Judd rahe hai sire
Aasmaan aur zameen ke
Udh rahe rang bhi
Bawli si khushi ke
Muthiyaan hai dhup ki
Khwaishon ka ayina
Khud ba khud
Ho raha zindagi se saamna

Ishq ke maane badal ke
Aa gaye saaye mein dhal ke
Paras rahe hain, falak sabhi ko
Mohobaatein ki nayi aadayein

Rabb rakhein Milan ki parat
Sab Khuda ki jo naimat
Tum hi ho na
Bas tum ho, bas tum ho
Tum hi ho na
Bas tum ho, bas tum ho
Tum hi ho na

Khusbuon ka ladkhadana
khud nashe ka behak jana
Tumhe jo pee loon
Toh sadiyaan jee loon

Jab lagi ishq ki lat
Allah ko ni bheja khat
Tum hi ho na
Bas tum ho, bas tum ho
Tum hi ho na
Bas tum ho, bas tum ho
Tum hi ho na

Ṣayẹwo Bas Tu Hai Lyrics

Fi ọrọìwòye