Besabriyaan Lyrics – MS Dhoni Song | Armaan Malik

By Sara Naira

Besabriyaan Lyrics lati MS Dhoni Movie ti a kọ nipasẹ Armaan Malik. yi Orin Bollywood Amaal Mallik ni a kọ pẹlu awọn orin kikọ Manoj Muntashir.

Awọn irawọ fiimu fiimu MS Dhoni Movie Disha Patani, Kiara Advani, Sushant Singh

Besabriyan lati fiimu MS Dhoni pẹlu Sushant Singh Rajput nipa igbesi aye cricketer India Mahendra Singh Dhoni pẹlu awọn orin nipasẹ Manoj Muntashir. Orin Besabriyan jẹ orin nipasẹ Armaan Malik pẹlu orin ti Amaal Mallik funni.

Akorin: Armaan Malik

lyrics: Manoj Muntashir

orin: Amaal Mallik

Album/Fiimu: MS Dhoni

ipari: 3:29

Aami orin: T-jara

Screenshot of Besabriyaan Lyrics

Besabriyaan Lyrics

Raaste bhaage paaon se aage
Zindagi se chal
Kuch aur bhi maange

Raaste bhaage paaon se aage
Zindagi se chal
Kuch aur bhi maange

Kyun sochna hai jana kahan
Jaaye wahi le jaaye jahan
Besabriyaan besabriyan..
Besabriyaan besabriyan..

Kadmo pe tere badal jhukenge
Jab tak tujhe ehsaas hai
Jageer teri tera khazana
Yeh tishnagi hai yeh pyaas hai

Kyun rokna ab ye karva
Jaaye wahi le jaaye jahan
Besabriyaan besabriyaan
Besabriyaan besabriyaan

Kya yeh ujaale
Kya yeh nibi
Dono se aage hain manzar tere

Kyun roshni tu bahar talaashe
Teri mashaale hain andar tere

Ṣayẹwo Bepanhaa Tum Ko Chahe Lyrics 

Fi ọrọìwòye