Bheeni Bheeni Si Lyrics lati fiimu, Mera Fauji Npe. Eyi Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Sonu nigam. Akopọ orin nipasẹ Ṣiṣe Awọn fiimu Awọn ẹṣin & Awọn iṣelọpọ Ovez. pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Harpriet Singh Vig, Sajjad Ali Chandwani & Vijay Verma.
Akorin: Sonu nigam
lyrics: Harpriet Singh Vig, Sajjad Ali Chandwani ati Vijay Verma
Ti a kọ: Ṣiṣe Awọn fiimu Awọn ẹṣin & Awọn iṣelọpọ Ovez
Fiimu/Awo orin: Mera Fauji Pipe Film
ipari: 2:41
tu: 2021
Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee
Bheeni Bheeni Si Lyrics
Bheeni bheeni si sondhi sondhi si
Tere khushiyon ke sadke jaau main
Pyare lamho ki thandi chhaon se
Teri muskan hi gungunaun akọkọ
Tu jaan hai meri tu meri khushi
Rooh bin tere sehmi si sehmi si
Bin tere na kate umrr choti si
Mere hasne ki mere roone ki
Hai wajah tu hi to mere hone ki
Mere hasne ki mere roone ki
Hai wajah tu hi to mere hone ki
Jaan meri tujhko maine jaan de di
Zindagi tere liye zuban de di
Dilke kore panne pe tu aayat si
Rab ne mere mujhpe yun inayat ki
Raah teri dhadano ki raah se guzarti hai
Rang tere leke mere arzoo sawarti hai
Tu aasara mera tu meri duaa
Tuhi to subah raton ki raton ki
Tu lakiron mein hai mere hathon ki
Mere hasne ki mere roone ki
Hai wajah tu hi to mere hone ki
Jhonke thandi purwa ke yun aate hain
Jaise tere sandeshe yeh laate hain
Faasalon ke bojhe hum uthate hain
Yaadein dil mein leke jiye jaate hain
Armaan lásán
Tere hi khayalon pe theharte hain
Tum bin tanha
Hum har lamha bekarar rahte hain
Yun farz pe fanaa jism se juda
Main kahin rahoon
Tu hi hai meri parchhayi
Bas tujhe de sada meri tanhayi
Mere hasne ki mere roone ki
Hai wajah tu hi to mere hone ki